'google658fd05d77029796.html' Sachchi Ibaadat | The Original Poetry







ibaadat se pehle iraadat ka ehtemaam kijiye..

ehteshaam nahi deen-daaree ka ehteraam kijiye..

jo sachchi ibaadat ki tamanna ho,

to kisi dast-nigar ka daaman bhar dijiye..



baad-e-saba ki paakeezgee kisi se anjaan nahi hoti..

husn ki lataafat kisi lahze ki mehmaan nahi hoti..

garib ki madad hi sachchi parastish hai,

sachche aabid ki azmat sirf azaan se nahi hoti..






Categories:

2 Responses so far.

  1. I have got it little bit but not totally, even then I would say, it's beautiful :)

  2. i make it easy for you..

    iraadat - faith
    ehtemaam - effort
    ehteshaam - ostentation
    deen-daaree - piety
    ehteraam - respect
    dast-nigar - needy
    baad-e-saba - morning breeze
    lataafat - elegance
    aabid - devotee

Leave a Reply

    Attribution

    Total Pageviews